Free ka Booklet 2: Gazal-E-Geet Free ka Booklet
-
- Society & Culture
Kuch sakshiyat ki keemat pass rehne se pata nahi chalta jitna door hone ke baad afsos hota hai..
-
Waqt ki syahi
Tere whatsapp ke msgs ka wait to ham har roj kiya karte hai,
Takiye ko sar ke niche rakhe mobile ko har roj jiya karte hai
Tu kambhkhat tere bahane kai, tu kabhi aankhe to milaaya kar
Beparwah ho sabse kaise ham tere intejaar me waqt ke syaahi ko piya karte hai -
-
-
-
-
Sher-o-gazal - yaad mar jaane ke baad aayi.
Kuch sakshiyat ki keemat pass rehne se pata nahi chalta jitna door hone ke baad afsos hota hai ki kaash ye na kiya hota, kaash ye na hua hota.. So, being a human being be a natural.