Ye kahani hai ek ladke ki, joh aaj raat, ek ladki se mila. Dono ne saath mein jo waqt guzara, us waqt ke har pal ke andar chupi hai ek kahani. Jo woh tumhe suna raha hai. Kyunki us ladke ke liye, tum uska aane vala kal ko, uski antim manzil ho, uska sacha pyaar ho. Written and narrated by Lakshya Datta.
Hum logon se waade kyun maangte hain? Kyun baaton ko, haalaton ko, aisi gajah le jaate hain jahan se aage ka raasta hum akele chalne se darr te hain? Ye do lafz - wada karo… kya ye ek zarurat hai, ek kami hai? Kaisa darr hai ye, jo ek connection ke honhe ke baad bhi ek insurance policy maangta...
Published 12/13/21
Humare gaano mein ye dil lene, dene, khone, churane... ki baatein kyun hoti hain? Ye Dil itna aasaani se kyun behak jaata hai? Baaton mein aa jaata hai? Kya sab dil aise hote hain? Hum sab ne kab faisla kiya is dil ko aisa banane ka? Ye dil kamzor bhi hai, bechara bhi hai, baccha bhi hai… lekin...
Published 12/06/21