22 episodes

Tire ishq ki intiha chahta huun
Miri saadgi dekh kya chahta huun

Urdu poetry is an integral part of South Asian culture. Urdu poems talk about love, god, life & loss. In this podcast I will be sharing spiritual poetry. (Naat-O-Manqabat)

Roohaniyat Urdu Podcast Roohaniyat Urdu Podcast

    • Arts
    • 5.0 • 1 Rating

Tire ishq ki intiha chahta huun
Miri saadgi dekh kya chahta huun

Urdu poetry is an integral part of South Asian culture. Urdu poems talk about love, god, life & loss. In this podcast I will be sharing spiritual poetry. (Naat-O-Manqabat)

    Maahe-Kaamil Ka Falak par Shaq Kalejaa ho Gayaa - Mohd. Viquaruddin Siddiqui

    Maahe-Kaamil Ka Falak par Shaq Kalejaa ho Gayaa - Mohd. Viquaruddin Siddiqui

    Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui

    Hyderabad, India

    • 6 min
    Lutf Rakhha hai Khuda ne naat mein Quraan ka - Mohammed Viquaruddin Siddiqui

    Lutf Rakhha hai Khuda ne naat mein Quraan ka - Mohammed Viquaruddin Siddiqui

    Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui

    Hyderabad, India

    • 6 min
    Naam-e-Aaqa ka waziifa lab pe rozana raha - Mohammed Viquaruddin Siddiqui

    Naam-e-Aaqa ka waziifa lab pe rozana raha - Mohammed Viquaruddin Siddiqui

    Poet: Mohammed Viquaruddin Sidiqui

    Hyderabad, India

    • 4 min
    Naat-e-Rasool- Viquaruddin Siddiqui - Ya Rasool Allah

    Naat-e-Rasool- Viquaruddin Siddiqui - Ya Rasool Allah

    Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui

    Hyderabad, India

    Published book: Faizaan-e-Haram

    • 4 min
    Naat - Viquaruddin Siddiqui - Hain Shah-e-Kaunain Kiske Gar Ghulamon ke Nahin

    Naat - Viquaruddin Siddiqui - Hain Shah-e-Kaunain Kiske Gar Ghulamon ke Nahin

    Poet: Mohammed Viquaruddin Siddiqui "Viquar"

    Hyderabad, India

    Hain Shah-e-Kaunain Kiske gar Ghulamon ke Nahi

    • 4 min
    Ameer Minai - Naat - Sallaaho-alaihe-Vasallam

    Ameer Minai - Naat - Sallaaho-alaihe-Vasallam

    Poet: Ameer Minai



    KHalaq ke servar, shaafa-e-mahshar, sallaaho alaihe-vasallam 

    mursal-e-daavar-e-KHaas payambar, sallaaho alaihe-vasallam 



    nuur-e-mujassam, nayyar-e-aazam, survar-e-aalam, muunis-e-aadam 

    nuuh ke hamdam, KHizr ke rahbar, sallaaho alaihe-vasallam 



    faKHr-e-ayaa.n hai.n, arsh-e-makaa.n hai.n, shaah-e-shahaa.n hai.n, saif-e-zabaa.n hai.n 

    sab pe ayaa.n hai.n aap ke jauhar, sallaaho alaihe-vasallam 



    bahar-e-saKHaavat, kaan-e-muravvat, aaya-e-rahmat, shaafe.a-e-ummat 

    maalik-e-jannat, qaasim-e-kausar, sallaaho alaihe-vasallam 



    qibla-e-aalam, ka.aba-e-aazam, sab se muqaddam raaz ke mahram 

    jaan-e-mujassam, ruuh-e-musavvir, sallaaho alaihe-vasallam 



    daulat-e-duniyaa KHaak baraabar, haath ke KHaalii dil ke tava.ngar 

    maalik-e-kishvar taKHt na afsar, sallaaho alaihe-vasallam 



    rahbar-e-muusaa, haadii-e-iisaa, taarik-e-duniyaa, malak-e-uqbaa 

    haath kaa takiya, KHaak kaa bistar, sallaaho alaihe-vasallam 



    chashma-e-jaarii, KHaassa-e-baarii, gard-savaarii baad-e-bahaarii 

    aa.iina-daarii, faKHr-e-sikandar, sallaaho alaihe-vasallam 



    mehr se mamluu, resha resha ne.amat, 'amiir' apnaa hai pesha 

    dard hamesha rahtaa hai aksar, sallaaho alaihe-vasallam 

    • 2 min

Customer Reviews

5.0 out of 5
1 Rating

1 Rating

Top Podcasts In Arts

Fresh Air
NPR
The Moth
The Moth
99% Invisible
Roman Mars
The Magnus Archives
Rusty Quill
The Recipe with Kenji and Deb
Deb Perelman & J. Kenji López-Alt
Snap Judgment Presents: Spooked
Snap Judgment