Yeh zindagi ab meri by wajid shaikh
Listen now
Description
This poetry is penned and recited by wajid shaikh,Aaj bs dil ke khuch ghamo ne lafaz le liya Mujhe pyaar mohbhat ke ghamo se farak nhi padhta mein bs zindagi ke ghamo se darta hu,apne maa-baap ko rote darta hu,kisi ki maut se darta hu,aur bs bayaan mein khuch nahi,aaj bs isey likha aur meri hi awaaz mein isey padha,ek shayar ke aashar uski zabaani uske lafzo se sunna ek alag sukoon hai ,kahi aap logo ko mile toh mere haq mein bhi khuch dua kre, #wajidshaikhpoetries Yeh zindagi ab meri araam chahey hai Marne ki hawas kahi jo tadpaaye hai Shikwa-e-gham-e-zindagi bayaan rahe Hum staaye huye ko aur jo staaye hai Azaadar hai mehtaab ki kirano ke hum Saadik se urooz ek sola ummid laaye hai Rehbar shauk se kahiye humey aap Ya be-izzat kar kahi phir lautaaye hai Gham-e-aashiqui se gilaa na hume ab Gham-e-zindagi,kitna tdapaaye hai Maatam macha hai dil mein yeh kesa Sailaab dil mein yeh kesa aaye hai Pochiye ashq cehre se janab-e-Wajid Teri tadap,humey dekh tadpaaye hai -Wajid Shaikh
More Episodes
"Tumse door jaane ke baad" is straight from my book, where I spill the details about our last meet, the final glances, and all the feels that came with it. --- Support this podcast: https://podcasters.spotify.com/pod/show/wajid-shaikh-poetries/support
Published 01/22/24
Published 01/22/24
This ghazal of peer e kaamil is recited by Wajid shaikh, and written by naseer uddin naseer , Immerse yourself in the enchanting world of Urdu poetry as we bring you a heartfelt recitation of "Meri Zindagi Firaq Hai" by Peer-e-Kaamil, we let the sheer beauty of the ghazal's verses speak for...
Published 10/02/23