Chanakya Sutra - Part 4
Listen now
Description
Iss Audiobook mein Chanakya dwara rachit ek neeti granth hai. Sanskrut-Sahitya mein neetipark granthon ki koti mein Chanakya Neeti ka mahatvapurna sthaan hai. isme sutrathmak shaili mein jeevan ko sukhmay evam safal banane ke liye upyogi sujhav diye gaye hain. Iska mukhay vishay maanav maatra ko jeevan ke har pehlu ki vyavhaarik shiksha dena hai. isme mukhay roop se dharm, sanskruti, nyay, shanti, su-shiksha evam sartonmukhi maanav jeevan ki pragati ki jhankari prastut ki gayi hain. Iss neetipark granth mein jeevan-siddhant aur jeevan-vyavhaar tatha adarsh aur yatharth ka bada sundar samanvay dekhne ko milta hai. Aise hi interesting audio story sunne ke liye suniye Audio Pitara. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pitara Team
More Episodes
"Raghupati Raghav Raja Ram" ek aisa bhajan jo ki hum sab apne bachpan se hi sunte aa rahe hain. Ek aisa bhajan jo shri Ram ji ki mahima aur pooja ko samarpit hai. Iss bhajan mein bhagwan ke vibhinn naamon ke baare mein bataya gaya hai, aur unke mahima ka gungaan kiya gaya hai. Toh abhi shuru...
Published 06/14/23
Published 06/12/23
Iss Audiobook mein Chanakya dwara rachit ek neeti granth hai. Sanskrut-Sahitya mein neetipark granthon ki koti mein Chanakya Neeti ka mahatvapurna sthaan hai. isme sutrathmak shaili mein jeevan ko sukhmay evam safal banane ke liye upyogi sujhav diye gaye hain. Iska mukhay vishay maanav maatra ko...
Published 06/12/23