Mahabharat Ke Paatra Episode 11 : Pandu
Listen now
Description
“Pandu” pandavon ke aadhyatmik pitah aur Dhritarashtra ke kanisht bhai the. Iss show ke writer hai Manvendra Bhattacharya aur Narrator hai Anamay Verma. Aakhir kaise hui Raja Pandu ki mrutyu? Rani Madri Maharaj Pandu ki chita ki aag mein kyon khud ko samarpit kar deti hai? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara trending show Mahabharat Ke Paatra only on Audio Pitara. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroor batayein aur aapke doston ke saath zyada se zyada share kijiye. Aise hi, interesting free podcast suniye only on Audio Pitara.  Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
More Episodes
"Raghupati Raghav Raja Ram" ek aisa bhajan jo ki hum sab apne bachpan se hi sunte aa rahe hain. Ek aisa bhajan jo shri Ram ji ki mahima aur pooja ko samarpit hai. Iss bhajan mein bhagwan ke vibhinn naamon ke baare mein bataya gaya hai, aur unke mahima ka gungaan kiya gaya hai. Toh abhi shuru...
Published 06/14/23
"Sahadev" was one of the sons of Pandu and a character in Mahabharat. The show is written by Manvendra Bhattacharya and narrated by Anamay Verma. What was Sahadev's role in Mahabharat? How did he become one of the most significant characters among the Pandavas? To find answers to these questions,...
Published 05/05/23