Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 23|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
Listen now
Description
(0:00) Intro Waqiaat (2:16) Waqia-e-Ifk: Hazrat Ayesha (RA) ko jhooti tohmat lagne se bukhar hua? (4:15) Hazrat Ayesha (RA) ka aelan-e-bara’at (6:10) Hazrat Ayesha (RA), Hazrat Abu Bakr Siddiq (RA), aur Hazrat Umar (RA) par mutariz scholars Lessons from Prophets and Companions (7:51) Mayoos logon ke liye Allah ki madad (Iman walon ka aazmaya jana) (14:08) Hazrat Ayub (AS) par gold ki tiddiyon ki barish hui: Istighna vs takabbur (Allah ki aati hui nemat se munh phairna?) (17:18) Vahi ka pehla waqia: Jab Hazrat Khadija (RA) ne Warqa bin Nofel ko Nabi ﷺ ke paas bheja (20:52) Jab Musa (AS) apne bhai Haroon (AS) ke saath Firaun ke darbar mein gaye? (23:48) Musa (AS) ki behen taboot ke peeche chali to? (24:42) Dono maqam se barabar ka fasla (Jhelum aur Karachi se equal distance = Multan) (25:30) Jab Samri jadugar ne Bani Israel se gold le kar bachhra banaya? Questions (27:33) Hazrat Ayesha (RA) ko apni tohmat ke baare mein kaise pata chala? (28:11) Waqia Bajorr ke waqt security ehalkar kahan thay? (29:23) Sarkari mulazimeen ke GP fund mein annual interest increment ka hukm? (29:54) Ghamdi ke khilaf kaam kyun nahi ho raha? (31:40) Pathan/Punjabi/Balochi: Qaum parasti ka naara? (32:40) Mufti sahab ke naam se bohot se channels aa gaye hain. Asli kaunsa hai? (32:58) Mufti sahab ke naam ko cash karne wala “Wrong Number”? (34:10) Molviyon ka sasta khoon kyun? (Wajah: Ulama ki media se doori; waqia Bajorr) Dars-e-Tirmizi (37:38) Khajoor/Kishmish/Angoor mile pani ki taqat aur sunnat istimal? (39:12) Khajoor mile pani se wazu ke 2 ahkam (42:04) Nabeez se wazu karna? (45:14) Khajoor ke pani mein mix hone se wazu ke ahkam (49:48) Doodh peene ke baad kulli karna? (51:48) Baghair wazu Allah ka zikr karna aur salam ka jawab dena? (54:50) Baghair wazu tilawat karna: Nabi ﷺ ka tareeqa? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
More Episodes
Published 11/14/24
(00:00) Insan apne bure amaal ke zariye nechle darje me gir jata hai. (A person falls to a lower level through their bad deeds.) (12:40) Akhirat ke inkar ki aakhir kiya wajah hai? (What is the ultimate reason for denying the Hereafter?) (19:00) Surah “Alaq” ka grammer ke mutabiq tarjuma. (The...
Published 11/13/24
(00:00) Allah ne Nabi s.a.w ka seena ilm ke liye khool diya. (Allah opened the heart of the Prophet (s.a.w) for knowledge.) (02:55) Allah ne Nabi s.a.w ka boojh halka kar diya. (Allah lightened the burden of the Prophet (s.a.w).) (05:35) Allah ne Nabi s.a.w ka zikr buland kar diya. (Allah...
Published 11/12/24