EP 15 - Rajsuya Yagya
Listen now
Description
Jab Jaichand ki umar solah varsh ki thi tab uske yahaan chandrama ke saamaan dipawati kumari Sangyogitaa ne janm liya.Yeh kanya bahut hi roopvati thi aur jab Sangyogitaa ki umar barah varsh ki hui tab Jayachand Rajsuye Yagya karne ka vichaar kar rahe the. Aakhir kaun thi Sangyogitaa? Jaichand Rajsuya Yagya kyun karna chahte the? Jannein ke liye suniye ki Prithviraj Chauhan ki audiobook Sirf  Audio Pitara par. Aapko yeh Audiobook kaisi lagi ye comment karke humein zaroor bataye aur iss Audiobook ko zyada se zyada share kijiye. Aise hi, interesting free podcast aur audiobooks suniye only on Audio Pitara. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
More Episodes
Published 06/09/23
"Baal Jeevan" mein unke bachpan ki chhavi prastut ki gayi hai. Iss adhyay mein Prithviraj ka janm, unke parivar ke baare mein aur unke shurvati jeevan ke anubhavon ke baare mein baat ki gayi hai. Prithviraj ne bachpan mein kaunsi shiksha prapt ki thi? Kahan hua tha Prithviraj ke janm? Jannein ke...
Published 06/09/23
Iss episode mein Bhimdev ka samman aur mahatva dikhaya gaya hai, jiske madhyam se Prithvi Raj Chauhan ne apne saathiyon ki sahayta ko samjaaya aur unki yoddha-prerna ko badhava diya. Kya Prithvi Raj Chauhan Bheem Dev ke ek samarth mitra the? Kaun hai Bheem Dev? Jannein ke liye suniye Prithviraj...
Published 06/09/23