Google Fucshia - OS for the Ecosystem | Smart devices and IoT Devices
Listen now
Description
Namaskar doston aaj ke is podcast mein humne baat kiya hai Google ke Fuchsia OS ke baare mein. Lagbhag 5 saal ke baad abhi kuch dino pahle hi Google Nest Hub devices mein google Fucshia os ka preview build dekhne ko mila jiske baad hum ye keh sakte hain ki Google Fucshia ko specially smart devices aur IoT devices mein kaam mein liya jayega  Share !!! Links: Subscribe to Podcast : https://bit.ly/3eVv5CV Twitter : twitter.com/TechyBhaltair Facebook Page : facebook.com/TechyBhaltair Instagram : instagram.com/TechyBhaltair --- Send in a voice message: https://anchor.fm/techybhaltair/message
More Episodes
Aaj ke is podcast humne 2021 mein aaye Tech ko wrap up kiya hai. Techy Bhaltair, S21 Ultra, Mi 11 Ultra, iPhone 13, Google Pixel 6, Windows 11, EVs, Cryptocurrencies aur bhi bahut saari chizo ke baare mein baat kiya hai; jaise ki Short form of achhe Content jise 2021 mein logo ne pasand...
Published 12/29/21
Aaj ke is Podcast mein humne kuch nayi chizo ko explore karne ki koshish ki hai aur ofcourse baat ki hai Spotify 2021 Wrapped ke baare mein, saath mein spotify Q&A Feature ko bhi pahle baar explore kar rahe hain, apne podcast ke Audio Quality ke baare mein bhi baat kiya...
Published 12/16/21
Published 12/16/21