Episodes
Iss episode mein baat hogi bachon ki aur humare unke saath rawayiye ke baare mein.
Published 11/24/22
Iss episode mein baat Karonga uske bare mein jo Pakistan mein ho raha hei.
Published 11/05/22
Iss episode mein baat hogi Zamran Ahmad Butt ke sath jo organisation "Justice for Aafia Norway" manage karte hein. Unse poochein ge ke kya wajah hei ke Aafia Siddiqui ke case ko wo importance nahin mil rahi jitni milni chahie.
Published 10/29/22
Iss episode mein baat hogi ke jab koi mashwara mange to kitna zaroori hei ke soch samajh ke diya Jaye.
Published 10/10/22
Iss episode mein baat hogi aisi sochon ke bare mein jo hijab ke khilaf rallies ko human rights ka naam dete hein, par us ke haq mein nikalne walon ko extremists kehte hein.
Published 10/06/22
Hum aksar dekhte hein ke badi umar ke log aage se sahi tarah se baat nahi kar paate. Ye sab kuch bachpan se hi shuru hota hei, uss jagah se jahan se unko muhabat aur izaat ka lesson milna hota hei. Lekin kya hei jo change ho jata hei aur kaise unki shakhsiat badal jaati hei?
Published 09/29/22

Published 09/28/22
Iss episode mein baat hogi ke kaise khud ko khush rakhna hoga.
Published 09/21/22
Iss episode mein baat karenge uss bill ke bare mein jo Pakistan mein pass hua hei.
Published 09/20/22
Iss episode mein baat hogi humari aik qoum hone ke naate Malika ke sog manane ke baare mein
Published 09/19/22
Aaj baat karenge ke kistarah ke logon se baat karna kam karna hoga aur kistarah ke logon ko ziada se ziada sun'na hoga.
Published 09/15/22