Akbar Allahabadi ke Mashoor sheir| Aah jo dil se nikali jaegi kya smjhte ho ki khali jaegi
Description
16th November is the Birth anniversary of the Legendary poet Akbar Allahbadi . Whose shayari is famous but name is also popular. He is the master in sarcastic poetry (Tanz -o- mizah).He was also a sessional Judge in Allahabad court.
Shayari :-
ham aah bhī karte haiñ to ho jaate haiñ badnām
vo qatl bhī karte haiñ to charchā nahīñ hotā
duniyā meñ huuñ duniyā kā talabgār nahīñ huuñ
bāzār se guzrā huuñ ḳharīdār nahīñ huuñ
aah jo dil se nikālī jā.egī
kyā samajhte ho ki ḳhālī jā.egī
ḳhudā se maañg jo kuchh māñgnā hai ai 'akbar'
yahī vo dar hai ki zillat nahīñ savāl ke bad
jab maiñ kahtā huuñ ki yā allāh merā haal dekh
hukm hotā hai ki apnā nāma-e-āmāl dekh
ہم آہ بھی کرتے ہیں تو ہو جاتے ہیں بد نام
وہ قتل بھی کرتے ہیں تو چرچا نہیں ہوتا
دنیا میں ہوں دنیا کا طلب گار نہیں ہوں
بازار سے گزرا ہوں خریدار نہیں ہوں
آہ جو دل سے نکالی جائے گی
کیا سمجھتے ہو کہ خالی جائے گی
خدا سے مانگ جو کچھ مانگنا ہے اے اکبرؔ
یہی وہ در ہے کہ ذلت نہی یہاں کچھ مانگنے کے بعد
جب میں کہتا ہوں کہ یا اللہ میرا حال دیکھ
حکم ہوتا ہے کہ اپنا نامۂ اعمال دیکھ
Poet. Allama Iqbal. Recital Faiz Ahmed.
Published 02/13/22
Written by :- Faiz Ahmed. Recited by :- Faiz Ahmed. Record and presented by:- Alfaz e Qalb. Search Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 08/05/21