Episodes
Poet. Allama Iqbal. Recital Faiz Ahmed.
Published 02/13/22
Written by :- Faiz Ahmed. Recited by :- Faiz Ahmed. Record and presented by:- Alfaz e Qalb. Search Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 08/05/21
Mohsin Naqvi (5 May 1947 − 15 January 1996) was a Pakistani poet, popular for his ghazals.
Poet. Mohsin Naqvi.
recital. Faiz Ahmed.
Ghazal :- Ashk apna ke tumhāre nahi dekha jaata.
اشک اپنا کہ تمہارا نہیں دیکھا جاتا
ابر کی زد میں ستارا نہیں دیکھا جاتا
اپنی شہ رگ کا لہو تن میں رواں ہے جب تک
زیر خنجر کوئی پیارا نہیں دیکھا جاتا
موج در موج الجھنے کی ہوس بے معنی
ڈوبتا ہو تو سہارا نہیں دیکھا جاتا
تیرے چہرے کی کشش تھی کہ پلٹ کر دیکھا
ورنہ سورج تو دوبارہ نہیں دیکھا...
Published 07/17/21
Poet Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed. Search My YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 07/16/21
Poet:- Faiz Ahmed . Recited by :- Faiz Ahmed. These are the some lines of my Urdu Ghazal. Written in bahr e Hindi/ mtaqarib musaddas mehzoof. Search my You tube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 07/14/21
Kaifi Azmi is one of the best and unique Urdu poet.
Kaifi Azmi (born Athar Husain Rizvi; 14 January 1919 – 10 May 2002) was an Indian Urdu poet. He is remembered as the one who brought Urdu literature to Indian motion pictures.
He was one of the best Lyrysist wrote the songs like kar chale hum fida jaan -o- tan sathiyo.
Poet. Kaifi Azmi
Recited by. Faiz Ahmed.
Ghazal/ poetry :- shor yun hi na parindon ne machaya Hoga.
شور یوں ہی نہ پرندوں نے مچایا ہوگا
کوئی جنگل...
Published 05/16/21
Chahton ko nibhate hue mar jaate hain,
chaand paane ki khwahish mein taare ban ke bikhar jaate hain,
wo hmein kahte hain zinda,
berukhi dekh kr unki hum jeete ji hi mar jaate hain.
written and recited by Faiz Ahmed
(Me). Search my YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 05/02/21
Poet Faiz Ahmed. Recital. Faiz Ahmed. Doston ye ghazal meine khud likhi h samaad farmaein apna pyaar dein. Mein apna meyaar girne nhi deta, mein apni anaa ko marne nhi deta,. Ladkhadate hue Qadmon se chalta hoon, main apna safar rukne nahi deta, Laut aataa hoon main Ghar khaali haath, mein apna zameer bikne nhi deta. Satate hain mujhko roz ba roz ye zamane wale , mera akhlaaq mera lahza bigadne nhi deta. Dil bahuut dukhta hai , per mein apna dard nikalne nahi deta. Odh leta hoon mein...
Published 04/30/21
Hum chahat ko nibhate hue mar jaate hain,
Hum wo chakor hain jo ki chaand ko taakte hue mar jaate hain,
koi aur bachta hai Hamare paas hmare jaisa ,
hum tumse bichhadte hue mar jaate hain.
written and recited by Faiz Ahmed(me).
Published 04/29/21
kis tarah logon ke chehre badal jaate hain
hum pahchante pahchante thak jate hain
wqt ka rang bhi bada ajeeb hota hai
iske zariye kaee rang utarjate hain.
written and recited by Faiz Ahmed(me).
Published 04/28/21
chubhi kisi ki batein to yaad aya hmein
ke Dil hamara dil Hai koi patthar nhi
چبھی کسی کی باتیں تو یاد آیا ہمیں
کے دل ہمارا دل ہے کوئ پتھر نہیں
written and recited by Faiz Ahmed(me)
Published 04/27/21
21st April is the Death anniversary of Sir Dr Allama Muhammad Iqbal. He is Legendary Urdu poet and not only poet He is the excellent philosopher also. His poetry amongst the greatest Urdu poetry of 20th century.
poetry\ Ghazal :- Sitaron se aage jahaan aur bhi hain.
(Baal e jibraeel)
Poet. :- Sir Dr Allama Muhammad Iqbal
Recited by :- Faiz Ahmed. sitāroñ se aage jahāñ aur bhī haiñ
abhī ishq ke imtihāñ aur bhī haiñ
tahī zindagī se nahīñ ye fazā.eñ
yahāñ saikḌoñ...
Published 04/21/21
Shahzad Ahmad is the renowned poet in urdu poetry . 16th April is the Birth anniversary of Shahzad Ahmad.
poet. Shahzad Ahmad
Recital. Faiz Ahmed
Ghazl poetry
haal us kā tire chehre pe likhā lagtā hai
vo jo chup-chāp khaḌā hai tirā kyā lagtā hai
yuuñ tirī yaad meñ din raat magan rahtā huuñ
dil dhḌaknā tire qadmoñ kī sadā lagtā hai
yuuñ to har chiiz salāmat hai mirī duniyā meñ
ik ta.alluq hai ki jo TuuTā huā lagtā hai
ai mire jazb-e-darūñ mujh meñ kashish...
Published 04/17/21
Poet. Shakeel badayuni. Recited by Faiz Ahmed. Ae muhabbat tere anjaam pe rona aaya, na jaane qn aaj tere naam pe rona aya , yun to har shaam guzaari hai n jaane qn aaj is shaam pe rona aya. Mujhpe hi khatm hua silsila e noha Giri Manzil e Ishq mein hr gaam pe rona aaya jab chhida tazkira zamane mein muhabbat ka Shakeel mujhko apne dil e nakaam pe rona aya.
Published 04/02/21
Sheir . Phle wo mjhse baat kiye bina preshan rhta tha
Ab dekhe bina bhi khush rhta h
Phle wo mere saath bhi bechain rhta tha
Ab mere bina bhi khush rhta h
written and recited by Faiz Ahmed. Search my YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 03/26/21
This was my first live stage performance in DELHI.
Published 03/25/21
This is the teaser . Includes matla of Ghazal . Tere saath hijr hai agar to vasl ki chahat kaisi, tu aati hi nahi kabhi phir ye kano mein teri aahat kaisi. Written and recited by Faiz Ahmed. Complete Ghazal and other performed will be post tomorrow that is 25th March 2021 at 1:40 pm.
Published 03/25/21
Mein Tumse bichhadte waqt roya tha, mein tum mein gum tha ya khud mein hi khoya tha, mujhe kuch yaad nhii mein bas tumse bichhadte waqt roya tha. Written and recited by Faiz Ahmed. Search my channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 03/21/21
Apne Ghamon ko chupane ka hunar rkhta hoon, Rote hue muskurane ka hunar rkhta hoon, tu mujhe bhoolja ae bhoolne wale , mein bhi tujhe bhoolne ka hunar rkhta hoon. Written and recited by Faiz Ahmed. Search my YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 03/20/21
TODAY 8th March is the Birth anniversary of the legendary poet Sahir ludhiyanvi.
He is the One of the Greatest and famous lyricist in the Bollywood.
He was also the first lyricist who demands that Details of the songs should include the lyricist name.
NAZM. khubsurat mod
poet. Sahir ludhiyanvi
recited by. Faiz Ahmed
Nazm. khubsurat mod
چلو اک بار پھر سے اجنبی بن جائیں ہم دونوں
نہ میں تم سے کوئی امید رکھوں دل نوازی کی
نہ تم میری طرف دیکھو...
Published 03/08/21
Wo mere saath chalne ki baat kr tha
baat ye hai ki faqat baat krta tha.
وہ میرے ساتھ چلنے کی بات کرتا تھا بات یے ہہ کہ فقت بات کرتا تھا
poet Faiz Ahmed
Recited by. Faiz Ahmed search my channel Alfaz e Qalb on YouTube or link is in the Bio
Published 03/07/21
Shayari. Hum peeth peeche kisi ko bura nahi kahte chalo khush raho tm, munh par to hum buron ko bhi bura nhi kahte. ہم پیٹھ پیچھے کسی کو برا نہیں کہتے چلو خش رہو تم منہ پر تو ہم بروں کو بھی برا نہیں کہتے. Poet. Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed. Search my channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 03/03/21
Wo Dubta hua sooraj wo maddham shaam yaad aati hai tere ankhon ki chamak wo haseen mulaqaat yaad aati hai,jb teri yaad aati hai mere mehboob bahuut yaad aati hai. Poet Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed. Search my You tube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 03/01/21
Meri Qalam se self written. Wo tera jana sukhanwar banaa gya mujhko ,kaun kahta hai ki adhuura ishq kuch ataa nhi krta , aur kya sunaun tmhein uski bewafai ke Qisse jb Ishq hi n tha to wo hmse bewafai kya krta. Poet. Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed.
Published 02/27/21