Episodes
Dosto Mirza Asadullah baig khan Ghalib urdu ke sabse khaas shayar hain. urdu literature inke bina adhura hai. ghalib ne urdu ko badi zinnat bakshi hai. aaj bhi urdu shayari ki baat chalate ghalib ka zikr zaroor hota hai. aaj inki death aniversary hai, or isiliye main lekar aaya hun inke 10 behad khubsurat sher jo aaj bhi zinda hain.
15th Feb is the Death anniversary of Mirza Ghalib.
poet Mirza Ghalib
Recited by Faiz Ahmed
Search my channel Alfaz e Qalb...
Published 02/14/21
Poet. Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed.
Published 02/10/21
This is the poetry on NEWyear .
A VERY HAPPY NEW YEAR TO EVERYONE.🎉🎉🎉🎉🎉🔥🎉🎉🔥
This poetry contains some events of 2020 and the some hope of 2021 . keep enjoying be happy.
Poet. Faiz Ahmed. Recited by Faiz Ahmed.
Published 12/31/20
26th November is the Birth anniversary of the Legendary poet or we can say that living legend janab Munawwar Rana shahab. He is very famous for writing poetry on mother(maan)
poetry/Ghazal :- kisi ko Gjar mila hisse mein ya koi Dukaan aaee mein Ghar mein sabse chota tha mere hisse mein maan aaaeee
poet :- Munawwar Rana
Recited by :- Faiz Ahmed
کسی کو گھر ملا حصے میں یا کوئی دکاں آئی
میں گھر میں سب سے چھوٹا تھا مرے حصے میں ماں آئی
یہاں سے جانے...
Published 11/27/20
24th November is the Birth anniversary of the phenomenal female poet Parveen Shakir. she is also known as poet of flowers because she wrote so many sheir include flower. Her poetry is the master piece to understand the feeling of female.
poetry\ Ghazal :- Charagh e rah kya bujha Rahnuma bhi gya
poet :- Parveen Shakir
Recited by :- Faiz Ahmed
charāġh-e-rāh bujhā kyā ki rahnumā bhī gayā
havā ke saath musāfir kā naqsh-e-pā bhī gayā
maiñ phuul chuntī rahī...
Published 11/26/20
20th November is the Death anniversary of the Legendary poet Faiz ahmad faiz. Faiz Ahmad Faiz is very famous and acceptable poet in INDIA and Pakistan.
poem\ Nazm :- Mujhse pahli si
Muhabbat mere mehboob na maang
(This poem /Nazm is very remarkable in Faiz's poetry . this poetry or Nazm is showing the turning of faiz point of view towards poetry. from love poetry to poetry on social issues. And this Nazm is also the part of the Syllabus of Hindi in B.A. in...
Published 11/21/20
16th November is the Birth anniversary of the Legendary poet Akbar Allahbadi . Whose shayari is famous but name is also popular. He is the master in sarcastic poetry (Tanz -o- mizah).He was also a sessional Judge in Allahabad court.
Shayari :-
ham aah bhī karte haiñ to ho jaate haiñ badnām
vo qatl bhī karte haiñ to charchā nahīñ hotā
duniyā meñ huuñ duniyā kā talabgār nahīñ huuñ
bāzār se guzrā huuñ ḳharīdār nahīñ huuñ
aah jo dil se nikālī jā.egī
kyā samajhte ho ki...
Published 11/16/20
9th November is the Birth anniversary of Sir Dr Allama Muhammad Iqbal. He is Legendary Urdu poet and not only poet He is the excellent philosopher also.
poetry\ Ghazal :- Tere ishq ki inteha chahta hoon.
(Baang-e-Dara Vol-1, 1905)
Poet. :- Sir Dr Allama Muhammad Iqbal
Recited by :- Faiz Ahmed
tire ishq kī intihā chāhtā huuñ
mirī sādgī dekh kyā chāhtā huuñ
sitam ho ki ho vada-e-be-hijābī
koī baat sabr-āzmā chāhtā huuñ
ye jannat mubārak rahe zāhidoñ ko...
Published 11/09/20
8 NOVEMBER is the Death anniversary of the Legendary Urdu poet Jaun Elia.
His poetry and shayari has a different place in poeples heart.
He is such a great poet that he wrote pain of heart's in his poetry.
Poetry / Ghazal. :-
BEQARARI SI BEQARARI HAI
Poet :- Jaun Elia
Recited by :- Faiz Ahmed
be-qarārī sī be-qarārī hai
vasl hai aur firāq taarī hai
jo guzārī na jā sakī ham se
ham ne vo zindagī guzārī hai
bin tumhāre kabhī nahīñ aa.ī
kyā mirī niiñd...
Published 11/08/20
Poetry :- Bin mange mil rahi ho to khwahish fazool hai. Poet :- Shahid Zaki. Recited by :- Faiz Ahmed. bin māñge mil rahā ho to ḳhvāhish fuzūl hai
sūraj se raushnī kī guzārish fuzūl hai
kisī ne kahā thā TuuTī huī naav meñ chalo
dariyā ke saath aap kī ranjish fuzūl hai
ai āsmān terī ināyat bajā magar
fasleñ pakī huī hoñ to bārish fuzūl hai
jī chāhtā hai kah duuñ zamīn o zamāñ se maiñ
manzil agar nahīñ hai to gardish fuzūl hai
maiñ aap apnī maut kī tayyāriyoñ meñ huuñ
mere...
Published 10/31/20
Ghazal kabhi khud pe kabhi Haalaat pe Rona Aya. Poet :- Sahir Ludhiyanvi. Recited by:-Faiz Ahmed. 25th October is the Death aniversary of the phenomenal poet and lyricist Sahir Ludhiyanvi. This podcast is the small tribute to Him. kabhī ḳhud pe kabhī hālāt pe ronā aayā
baat niklī to har ik baat pe ronā aayā
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e haiñ un ko
kyā huā aaj ye kis baat pe ronā aayā
kis liye jiite haiñ ham kis ke liye jiite haiñ
bārhā aise savālāt pe ronā aayā...
Published 10/24/20
Best of Shakeel Azmi Poet :- Shakeel Azmi. Recited by :- Faiz Ahmed. دل کو دیکھا تو کچھ زخم پرانے نکلے اسکی مٹّی کو قریدا تو خزانے نکلے شہر میں جو کرتا تھا سانپ کاٹے کا علاج اسی کے تھانے سے سانپوں کے پیارے نکلے. پروں کو کھول زمانہ اڑان دیکھتا ہے
زمیں پہ بیٹھ کے کیا آسمان دیکھتا ہے
ملا ہے حسن تو اس حسن کی حفاظت کر
سنبھل کے چل تجھے سارا جہان دیکھتا ہے
کنیز ہو کوئی یا کوئی شاہزادی ہو
جو عشق کرتا ہے کب خاندان دیکھتا ہے
یہی وہ شہر جو میرے لبوں سے بولتا تھا...
Published 10/17/20
Nazm :- Ab teri yaad se wahshat nhi hoti mujhko. Poet :-. Shahid Zaki. Recited by :- Faiz Ahmed اب تری یاد سے وحشت نہیں ہوتی مجھ کو
زخم کھلتے ہیں اذیت نہیں ہوتی مجھ کو
اب کوئی آئے چلا جائے میں خوش رہتا ہوں
اب کسی شخص کی عادت نہیں ہوتی مجھ کو
ایسا بدلا ہوں ترے شہر کا پانی پی کر
جھوٹ بولوں تو ندامت نہیں ہوتی مجھ کو
ہے امانت میں خیانت سو کسی کی خاطر
کوئی مرتا ہے تو حیرت نہیں ہوتی مجھ کو
تو جو بدلے تری تصویر بدل جاتی ہے
رنگ بھرنے میں سہولت نہیں ہوتی مجھ کو
اکثر اوقات میں تعبیر...
Published 10/15/20
ye kuch shayri hain dosto Maine khud likhi h . khud padh kar aap logon ko sunaeee h pasand aeee ho to like krein Channel ko subscribe krlein. share krein. koi kami ho to mujhe batein. Apna pyar dein. लोग पूछते हैं कहाँ से सीखा है वफ़ा करना, हम कहते हैं आता ही नहीं हमको दग़ा करना... अब तो इश्क़ की दुनिया से डर लगता है मुहब्बत की राहों से डर लगता है ठोकर कुछ एसे खाई हमने अब तो संभलने से डर लगता है... मुझको ना पसन्द करने वालों में,एक नाम मेरा भी है। अब किसी को देखकर मुस्कुराना छोड़...
Published 10/10/20
आब :- पानी
ग़िल :-मिट्टी
फ़िरदौस :- मानव के लिए स्वर्ग में उच्चतम स्थान
ye kuch shayri hain dosto Maine khud likhi h . khud padh kar aap logon ko sunaeee h
pasand aeee ho to like krein Channel ko subscribe krlein. share krein.
Muhabbat bhare dil ke jazbaton ko alfaz dene ki koshish ki hai . Achi lage to apna pyar dein.
poet :- Faiz Ahmed
Recited by :- Faiz Ahmed
shayari
वो न आए तो मुझे अच्छा नहीं लगता,
वो चली जाए तो अच्छा नहीं लगता ,
हद तो ये है कि...
Published 10/08/20
ye kuch shayri hain dosto Maine khud likhi h . khud padh kar aap logon ko sunaeee h
pasand aeee ho to like krein Channel ko subscribe krlein. share krein.
Zindagi k Chand haqaiq (Sachaee) ko bayaan krti huee shayri h . Achi lage to apna pyar dein.
poet :- Faiz Ahmed
Recited by :- Faiz Ahmed
यूं ही कुछ भी पा लेना,आसाँ नहीं होता
हर चीज़ में ख़ुश रह लेना,आसाँ नहीं होता
जो हमेशा ख़ुश रहते हैं,उनसे पूछो कभी
मुस्कुरा कर हर ग़म को छुपा लेना
आसाँ नहीं होता।
यूं ही...
Published 10/02/20
ye kuch shayri hain dosto Maine khud likhi h . khud padh kar aap logon ko sunaeee h
pasand aeee ho to like krein Channel ko subscribe krlein. share krein.
Zindagi k Chand haqaiq (Sachaee) ko bayaan krti huee shayri h . Achi lage to apna pyar dein.
poet :- Faiz Ahmed
Recited by :- Faiz Ahmed
ख़ुश हो रहे तुम बस्तियां जलाकर पर मेरा ख़ुदा कहता है, किसी का घर जला कर कौन ख़ुश रहता है..
कई हसीं मंज़र , कई हसीं लोग देखे हैं,
क़त्ल करके सोग मनाते हुए लोग देखे हैं...
Published 10/01/20