Description
Dosto Mirza Asadullah baig khan Ghalib urdu ke sabse khaas shayar hain. urdu literature inke bina adhura hai. ghalib ne urdu ko badi zinnat bakshi hai. aaj bhi urdu shayari ki baat chalate ghalib ka zikr zaroor hota hai. aaj inki death aniversary hai, or isiliye main lekar aaya hun inke 10 behad khubsurat sher jo aaj bhi zinda hain.
15th Feb is the Death anniversary of Mirza Ghalib.
poet Mirza Ghalib
Recited by Faiz Ahmed
Search my channel Alfaz e Qalb on you tube. 1. Ishq mein jeene marne ka farq nhi hota
jise dekh kar jeete hain usee kaafir pe dam nikle
2. Hazaron khwahishen esi hain ki Har
khwahish pe dam nikle Bahht nikle mere armaan phir bhi km nikle
3. Nikalna khuld se Aadam ka sunte aae hn hm
Lekin bade be aabroo hokr tere kooche se hm nikle
4. Hum ko Maloom hai jannat ki Haqikat
Lekin Dil k khush rakhne ko Ghalib ye khyaal acha hai
5. Na tha kch to khuda tha
na hota kch to khuda hota
Duboya mujhko mein hone ne n hota mein to kya hota
6. Dard e minnat kaash e Dawa n hua
n mein acha hua n bura hua.
7. Hum jo hijr mein Deewar-o-darr ko dekhte hain
kabhi Hum Saba ko kabhi nama bar ko dekhte hn
wo jo aae Ghar Hamre khuda ki Qudrat Hai
kabhi hum unko kabhi Apne Ghar Ko dekhte hain.
8. unke Dekhne se aajati h chehre pe Raunaq
wo samajhte hain ki biimaar ka haal acha hai
9. Aah ko chahiye ik umr asar hone tak
kaun jeeta hai tere zulf ke sar hone tak
10. Ishq se Tabiyat ne ziist ka maza paya
Dard ki Dawa paeee Dard be Dawa paya.