Shahzad Ahmad Heart touching poetry Ghzal . yun to har cheez salamat hai meri duniya mein.
Listen now
Description
Shahzad Ahmad is the renowned poet in urdu poetry . 16th April is the Birth anniversary of Shahzad Ahmad. poet. Shahzad Ahmad Recital. Faiz Ahmed Ghazl poetry haal us kā tire chehre pe likhā lagtā hai vo jo chup-chāp khaḌā hai tirā kyā lagtā hai yuuñ tirī yaad meñ din raat magan rahtā huuñ dil dhḌaknā tire qadmoñ kī sadā lagtā hai yuuñ to har chiiz salāmat hai mirī duniyā meñ ik ta.alluq hai ki jo TuuTā huā lagtā hai ai mire jazb-e-darūñ mujh meñ kashish hai itnī jo ḳhatā hotā hai vo tiir bhī aa lagtā hai jaane maiñ kaun sī pastī meñ girā huuñ 'shahzād' is qadar duur hai sūraj ki diyā lagtā hai حال اس کا ترے چہرہ پہ لکھا لگتا ہے وہ جو چپ چاپ کھڑا ہے ترا کیا لگتا ہے یوں تری یاد میں دن رات مگن رہتا ہوں دل دھڑکنا ترے قدموں کی صدا لگتا ہے یوں تو ہر چیز سلامت ہے مری دنیا میں اک تعلق ہے کہ جو ٹوٹا ہوا لگتا ہے اے مرے جذب دروں مجھ میں کشش ہے اتنی جو خطا ہوتا ہے وہ تیر بھی آ لگتا ہے جانے میں کون سی پستی میں گرا ہوں شہزادؔ اس قدر دور ہے سورج کہ دیا لگتا ہے search my YouTube channel Alfaz e Qalb on YouTube.
More Episodes
Poet. Allama Iqbal. Recital Faiz Ahmed.
Published 02/13/22
Published 02/13/22
Written by :- Faiz Ahmed. Recited by :- Faiz Ahmed. Record and presented by:- Alfaz e Qalb. Search Alfaz e Qalb on YouTube.
Published 08/05/21