Description
Kambakhat Kaun peeta hai tan ko jalane ke liye...
Ye to...Shauk - e - insa...hai gum ko bhulane ke liye
Uski yaadon ko bhulane ke liye
Kiyon ki tazurbekar kahte hain ki
sharab har marz ki dawa hoti hai
dil toota ho ya mohabbat roothi ho
Ya ho koi bhi gum...
sabhi ka ilaaj bade saleeke se karti hai
.....jo kabhi sharab jaisi dikhti thi
.....aaj bhi uska zikar sharab jaisa hi lagta hai
.....vo nazren mila Kar jab guzarti hai Kareeb se
.....zaalim uska nasha meri aankhon se abhi bhi barasta hai
abhi bhi barasta hai
.....aaj bhi uska zikar sharab jaisa hi lagata hai