Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 11|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
Listen now
Description
(0:15) Hadis 3252/3253/3254/3255 (2:15) Jannat Main Jany Waly Pehly Tabqay Aor Doosry Tabqay K Ausaaf (3:07) Musalman NaBaligh Bachy Ka Thikana Jannat Main? (4:03) Jannati Aik Doosry Ko Kaisy Daikhaingy? (6:00) Rayyan Darwazay Se Konse Log Dakhil Hongy? (7:00) Jannat Aor Dozakh Peda Ho Chuki Hain! (7:50) Dozakhiyon Ko Kaisa Pani Pilaya Jaaiga? (13:05) Ehl e Dozakh Aisy Chikhaingy (15:55) Jinnat Ko Kis Aag Se Banaya Gaya Hai? (17:11) Allah K Wajood Ki Daleel (20:35) Zohar Ko Thanda Kr K Parrhna? (22:23) Farz Namaz Ka Sahih Waqt? (25:27) Fajar/ Zohar Ka Afzal/ Mustahib Waqt? (32:38) Q: Islam Shehwat Parast Mazhab Hai? Mulhidin Ka Aetraz! (Hooron Aor Sharab Ki Lalach Daita Hai) (35:18) Kiya Dozakh Main Dakhla Zulm Hai? (37:23) Shokat Aziz (Finance Minister) Short Cut Aziz Prime Minister Kaisy Bany? (37:43) Jaza o Saza Ka Lazmi Asool (38:55) Q: Jannatiyon Ki Umar? (39:35) Q: Zaya Shuda Hamal Ki Qayamat Main Safarish? (40:01) Q: Marwan Bin Hakam Sahabi Thy ya Tabaee? (40:11) Q: Jannatiyon K Darjat Main Farq Ki Wja? (41:45) Q: FB Pr NaMehram K Liye Ma Sha Allah Likhna? (42:11) Q: Jabri Talaq Dainy Ka Hukam? Dars e Tirmizi (43:42) So Kr Uthny K Baad Sabse Pehly Hath Dhona Zaruri Kiyun? (50:16) Masla: Najas Hath Agar Pani Main Dal Diya To Pani Najas Ho Jaaiga? (53:35) Raat/Din Ki Neend Se Uthny K Baad Wazu K Ehkam? (56:29) Wazu Krny Se Pehly Bismillah Parrhna Zaruri Kiyun? (57:57) Khana Khany, Janvar Zibah Krny Aor Wazu Se Pehly Bismillah Ki Logic? (59:23) Wazu Se Pehly Bismillah Kehna Sunnat/Farz ya Wajib Hai? (1:07:26) Water Inhale and Exhale in Nose During Wadhu? (1:09:39) Wazu Aor Ghusal Main Naak Main Pani Dalny Aor Nikalny K Ehkam? Credit for the timestamps goes to @mrs.masroor8476  Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
More Episodes
(0:00) Intro Waqiaat (2:16) Waqia-e-Ifk: Hazrat Ayesha (RA) ko jhooti tohmat lagne se bukhar hua? (4:15) Hazrat Ayesha (RA) ka aelan-e-bara’at (6:10) Hazrat Ayesha (RA), Hazrat Abu Bakr Siddiq (RA), aur Hazrat Umar (RA) par mutariz scholars Lessons from Prophets and Companions (7:51) Mayoos logon...
Published 11/14/24
Published 11/14/24
(00:00) Insan apne bure amaal ke zariye nechle darje me gir jata hai. (A person falls to a lower level through their bad deeds.) (12:40) Akhirat ke inkar ki aakhir kiya wajah hai? (What is the ultimate reason for denying the Hereafter?) (19:00) Surah “Alaq” ka grammer ke mutabiq tarjuma. (The...
Published 11/13/24