Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 19 | Mufti Tariq Masood Speeches đź•‹
Listen now
Description
(0:00) Intro (2:00) Zam Zam Ka Kunwan Aaj Chashma Hota Agar… (5:31) Arab Khawateen Mein Mintaq (Lamba Burqa) Kaise Aaya? (6:11) Hazrat Hajra ra Ne In 2 Wajohat Se Lamba Burqa Pehna? (9:23) Ghairat Aur Mohabbat: Sokanon Ki Larai Ki Wajah (12:52) “Jab Pyar Kiya To Darna Kya”: Mutakabbir/Kam Zarf Zyada Shadiyan Nahi Kar Sakta (16:03) Hazrat Sara ra Ki Aulad (16:48) Hazrat Ibrahim as Ne Hazrat Hajra ra Ko Makkah Mein Khane Ke Liye Kya Diya? (17:44) Jab Ibrahim as Hazrat Hajra Ko Makkah Mein Chhor Kar Jane Lage! (19:52) Hazrat Hajra ra Ka Aazmaish Par Sabr (22:59) “Zam Zam” Kaise Jari Hua? (25:22) Farishte Ki Hazrat Hajra Ko Tasalli (27:24) Hazrat Ismail as Ki Qabeela Jurham Se Munasbat? (30:23) Ek Aurat Ki Qurbani Ka Allah Ne Kya Inaam Diya? / Hajj, Hazrat Hajra Ki Qurbani Ka Mo’jza Hai (32:00) Zam Zam Hazrat Ismail as Ki Errhiyon (Heels) Se Jari Hua Ya Jibraeel as Ki Errhiyon Se? (32:30) Kawwa Halal Hai Ya Nahi? (33:05) Aurat Ke Liye Namaz Ki Muafi? (33:20) Esai Class Fellow Larki Se Phone Par Rabta? (33:53) Shampoo/Akhbar Par Tasveer? (34:23) Pani Ki Najas Honay Mein Pani Ki Miqdar? (36:00) Murdar Pare Hue Hauz (pond) Ke Pani Ka Istemal? (37:11) Ganday Pani Se Wazu Ki 2 Sharait? (43:55) Behtay Hue Pani Ke Bare Mein Nabi ﷺ Ka Farman (47:21) Najas Pani Kab Pak Ho Jata Hai? (53:44) Pani Ki Napaki Ke Ehkam (55:35) Maidano/Bayabano Ke Pani Ke Ehkam? (1:00:16) Hauz (pond) Mein Thehra Hua Pani Pak Ya Napak? (1:01:31) Samandar Ke Pani Ke Ehkam (1:04:00) Machhli Aur Tiddi Ke Ilawa Sab Murdar Haram? (1:05:22) Aag Lagay Hue Pani Ke Ehkam? (Samandar Ka Pani Aag Ke Upar Hai) Credit for the timestamps goes to @mrs.masroor8476  Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
More Episodes
(0:00) Intro Waqiaat (2:16) Waqia-e-Ifk: Hazrat Ayesha (RA) ko jhooti tohmat lagne se bukhar hua? (4:15) Hazrat Ayesha (RA) ka aelan-e-bara’at (6:10) Hazrat Ayesha (RA), Hazrat Abu Bakr Siddiq (RA), aur Hazrat Umar (RA) par mutariz scholars Lessons from Prophets and Companions (7:51) Mayoos logon...
Published 11/14/24
Published 11/14/24
(00:00) Insan apne bure amaal ke zariye nechle darje me gir jata hai. (A person falls to a lower level through their bad deeds.) (12:40) Akhirat ke inkar ki aakhir kiya wajah hai? (What is the ultimate reason for denying the Hereafter?) (19:00) Surah “Alaq” ka grammer ke mutabiq tarjuma. (The...
Published 11/13/24