Dars E Bukhari Aur Dars E Tirmizi Ep # 22|Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
Listen now
Description
(0:00) Intro (0:23) Hijr ke Ma’ani? (3:47) 9 logon mein se taqatwar sardar, Qaum e Samood ki oontni ka qatil (6:13) Azab nazil hue pani ka istemal aur dil ki sakhti ka sabab (8:48) Nabi ﷺ par khauf ka ghalba (9:40) Azab nazil hui cheezon ko dekhna dil ki sakhti ka sabab (11:35) Hazrat Yusuf (علیہ السلام) nasab ke aitebar se sabse azeem peghambar (Sher Shah Suri ka nasab) (14:44) Hazrat Ayesha (رضي الله عنها) ka Hazrat Abu Bakr Siddiq (رضي الله عنه) ke liye, Nabi ﷺ ke musallah par khauf? (15:30) Zulaikha ne Misr ki auraton ki dawat kyun ki? (17:04) Hazrat Abu Bakr Siddiq (رضي الله عنه) par ilzam ka khauf? (17:34) Shia Rafziyon ka Hazrat Ayesha (رضي الله عنها) se bughz (19:24) Hazrat Muawiya (رضي الله عنه) se bughz (21:28) Qadiyaniyon ki ghalat fehmi ka jawab! (23:26) Hazrat Ameer Muawiya (رضي الله عنه) ki fazilat (25:45) Qunoot e Nazla mein Nabi ﷺ ki baddua Questions (26:20) Kya Zulaikha ki shadi Hazrat Yusuf (علیہ السلام) se hui? Aur wo shadi shuda honay ke bawajood Hazrat Yusuf (علیہ السلام) par aashiq kyun hui? (28:11) Bukhari Shareef ke baqi nuskhe kahan hain? Dars e Tirmizi (28:46) Biwi ko touch karne se wazu toot jata hai ya nahi? (37:24) Nakseer/Qay (nosebleed/vomit) aane se wazu toot jata hai ya nahi? (Aik sahabi (رضي الله عنه) ki namaz mein kafiyat ke teeron ki bochhar ke bawajood namaz nahi todi) Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.
More Episodes
(0:00) Intro Waqiaat (2:16) Waqia-e-Ifk: Hazrat Ayesha (RA) ko jhooti tohmat lagne se bukhar hua? (4:15) Hazrat Ayesha (RA) ka aelan-e-bara’at (6:10) Hazrat Ayesha (RA), Hazrat Abu Bakr Siddiq (RA), aur Hazrat Umar (RA) par mutariz scholars Lessons from Prophets and Companions (7:51) Mayoos logon...
Published 11/14/24
Published 11/14/24
(00:00) Insan apne bure amaal ke zariye nechle darje me gir jata hai. (A person falls to a lower level through their bad deeds.) (12:40) Akhirat ke inkar ki aakhir kiya wajah hai? (What is the ultimate reason for denying the Hereafter?) (19:00) Surah “Alaq” ka grammer ke mutabiq tarjuma. (The...
Published 11/13/24