Description
Humare gaano mein ye dil lene, dene, khone, churane... ki baatein kyun hoti hain? Ye Dil itna aasaani se kyun behak jaata hai? Baaton mein aa jaata hai? Kya sab dil aise hote hain? Hum sab ne kab faisla kiya is dil ko aisa banane ka? Ye dil kamzor bhi hai, bechara bhi hai, baccha bhi hai… lekin humari zindagi par iska control bada hai… hai na? Ye dil agar itni aasani ye behak jaata hai… toh uspar bharosa kaise kar sakte hain?
See omnystudio.com/listener for privacy information.
Hum logon se waade kyun maangte hain? Kyun baaton ko, haalaton ko, aisi gajah le jaate hain jahan se aage ka raasta hum akele chalne se darr te hain? Ye do lafz - wada karo… kya ye ek zarurat hai, ek kami hai? Kaisa darr hai ye, jo ek connection ke honhe ke baad bhi ek insurance policy maangta...
Published 12/13/21
Kitna farak hai humari soch mein? Kinta farak hai humare zazbaaton mein? Tum ek ladki ho aur main ek ladka hoon… is farak se kitne farak paida hote hain? Shayad sirf ye pyaar aur poetry hain, jin dono mein gender ka koi lena dena nahi hai. Dono ehsaas se bante hain. Aur ehsaas ko sab ehsaas hi...
Published 11/30/21