Description
“Tumhe kya lagta hai, is bade jahan mein, tumhari kya jagah hai? Tumhara kya maqsad hai? Tumhari kya zarurat hai? Ek waqt tha jab mujhe lagta tha ki mere kaam hai kalam chalana. Kahaniyaan banana. Is zindagi ko, waqt ko, is jahaan ko - shabdon mein daal kar amar karna. I know, kafi bada lakshya tha, isliye shayad poora nahi hua…”
See omnystudio.com/listener for privacy information.
Hum logon se waade kyun maangte hain? Kyun baaton ko, haalaton ko, aisi gajah le jaate hain jahan se aage ka raasta hum akele chalne se darr te hain? Ye do lafz - wada karo… kya ye ek zarurat hai, ek kami hai? Kaisa darr hai ye, jo ek connection ke honhe ke baad bhi ek insurance policy maangta...
Published 12/13/21
Humare gaano mein ye dil lene, dene, khone, churane... ki baatein kyun hoti hain? Ye Dil itna aasaani se kyun behak jaata hai? Baaton mein aa jaata hai? Kya sab dil aise hote hain? Hum sab ne kab faisla kiya is dil ko aisa banane ka? Ye dil kamzor bhi hai, bechara bhi hai, baccha bhi hai… lekin...
Published 12/06/21