EP-4 Aisa Laga Tumse Mil Ke
Listen now
Description
Aam taur par, mere liye lafz dhoondna zyada mushkil kaam nahi hota. Lekin kuch bhi shuru karna hamesha mushkil hota tha. Ek kahani ki pehli line kabhi kabar dino, hafton, mahino tak nahi milti thi. Aur jab tak pehli line nahi, koi raasta nahi, koi maksad nahi, koi manzil nahi. Banjaara bana ghoom raha hota main, apni soch ke registan mein See omnystudio.com/listener for privacy information.
More Episodes
Hum logon se waade kyun maangte hain? Kyun baaton ko, haalaton ko, aisi gajah le jaate hain jahan se aage ka raasta hum akele chalne se darr te hain? Ye do lafz - wada karo… kya ye ek zarurat hai, ek kami hai? Kaisa darr hai ye, jo ek connection ke honhe ke baad bhi ek insurance policy maangta...
Published 12/13/21
Humare gaano mein ye dil lene, dene, khone, churane... ki baatein kyun hoti hain? Ye Dil itna aasaani se kyun behak jaata hai? Baaton mein aa jaata hai? Kya sab dil aise hote hain? Hum sab ne kab faisla kiya is dil ko aisa banane ka? Ye dil kamzor bhi hai, bechara bhi hai, baccha bhi hai… lekin...
Published 12/06/21