Diwali
Listen now
Description
Qateel Shifaai ki ek khoobsurat nazm .. Diwali ki raat shaayad likh rhe honge .. sabka hijr ek saa .. tamaam dard ek se .. main aksar sochta hun ki duniya mein har ek shakhs ke guzaare intezaar ko jodkar kitna bada waqt ka tukda banaaya jaa sakta hai .. jo khala mein saans lete kisi black hole se zyaada bohot zyaada bada hoga .
More Episodes
Amjad saahab ki ye ek badi hi iconic ghazal hai . Woh saare log , jo kisi rishte se baahar toh aa gaye hain .. par mentally ab talak usi rishte ko jiye jaa rahe hain . Bus ki saans liye jaa rahe hain .. aur Gulzar ka ye sher padh rahe hain : Din kuchh aise guzaarta hai koi Jaise ehsaan...
Published 04/29/24
Published 04/29/24
Ahmed Faraz ke liye Gulzar ne ek nazm mein likha tha : Sookh gaye hain phool kitaabo'n mein Yaar 'Faraaz' bhi bhichhad gaye hain Shaayad mile'n woh khwaabo'n mein ! Ye ek nazm Ahmed Faraz ki .. jis mein ladka ek relationship chaahta hai .. par ladki ko relationship bojh lagti hai . Kitni...
Published 03/31/24