Lafz
Listen now
More Episodes
Ahmed Faraz ke liye Gulzar ne ek nazm mein likha tha : Sookh gaye hain phool kitaabo'n mein Yaar 'Faraaz' bhi bhichhad gaye hain Shaayad mile'n woh khwaabo'n mein ! Ye ek nazm Ahmed Faraz ki .. jis mein ladka ek relationship chaahta hai .. par ladki ko relationship bojh lagti hai . Kitni...
Published 03/31/24
Ibn e mariyam hua kare koi Mere dukh ki dawa kare koi Talking to Ghalib is like talking to your best friend . You can share all your secrets . Chacha Ghalib as he is known . He has a beautiful sher for every moment of life . I've been reading him since childhood . And I wanted to do...
Published 03/17/24
Ek nazm mein kitne saare lamhe lipte hote hain . Kabhi kholo toh gulaab ki sookhi hui pankhudiyo'n ki khushboo aati hai . Is ek nazm mein bhi waisi hi khushboo hai .. Jaan nisaar akhtar ka ek sher hai : Hum se maayus nah ho aye shab e dauraa'n ki abhi Dil mein kuchh dard chamakte hain...
Published 03/02/24