Tanvir Monis - Jaan majboor hoon
Listen now
Description
Ek nazm mein kitne saare lamhe lipte hote hain . Kabhi kholo toh gulaab ki sookhi hui pankhudiyo'n ki khushboo aati hai . Is ek nazm mein bhi waisi hi khushboo hai .. Jaan nisaar akhtar ka ek sher hai : Hum se maayus nah ho aye shab e dauraa'n ki abhi Dil mein kuchh dard chamakte hain ujaalon ki tarah Happy listening Soz . Send a voice message to my podcast, Lafz: https://podcasters.spotify.com/pod/show/lafz--soz/message Instagram: https://www.instagram.com/abhishek_soz?igsh=bG11dDl1ZDh0azJu
More Episodes
Mohsin Naqvi deewaano ke shaair hain .. Unki shaayari kisi khushbu ki tarah hai jo gaayab hone ke baad bhi maheeno yaad rehti hai .. Bahar-haal •Yaaqoot ek mehenge patthar ko kehte hain . •Gard aalood - dhool mein lipta hua ya sana hua Apna khayaal rakhiye Ishq Soz
Published 06/27/24
Published 06/27/24
Amjad saahab ki ye ek badi hi iconic ghazal hai . Woh saare log , jo kisi rishte se baahar toh aa gaye hain .. par mentally ab talak usi rishte ko jiye jaa rahe hain . Bus ki saans liye jaa rahe hain .. aur Gulzar ka ye sher padh rahe hain : Din kuchh aise guzaarta hai koi Jaise ehsaan...
Published 04/29/24