Tasawwur
Listen now
Description
Kaifi Azmi ki ye nazm .. aap iska recitation sunte sunte ye imagine kar sakte hain ki koi naya naya aashiq apne kamre mein raat letkar chhat ko takk raha hai .. chhat ke slate par ye saare lafz dheere dheere ubhar rahe hain .. inhe kal subah woh ek safed kaaghaz par likh kar apni class mein padhne waali us ek ladki ko dene waala jo usko behadd haseen lagti hai ~ Abhishek :)
More Episodes
Aadaab Aaj subah phone scroll karte waqt Ehsaan Danish ki ye ek ghazal mili . Dafatan usko record bhi kar liya .. Yun hi ek random se recitation ki tarah Phir khayaal aaya ki bohot waqt hua Spotify par kuchh upload kiye Aur mujh ko hamesha yahi mehsoos hota raha hai Ki recitations jo yun hi...
Published 11/08/24
Ye nazm takreeban ek maheene pehle Kalimpong ki waadiyon mein record ki thi . Kaifi Azmi ki ye nazm duniya ki har ek Abhya ko dedicated hai . UTH MERI JAAN MERE SAATH HI CHALNA HAI TUJHE ishq soz
Published 10/03/24
Published 10/03/24