Kabul
Listen now
Description
Kabul ke guzre waqt .. puraane dino'n ke naam ye ek nazm .. waqt guzar kar shaayad jama hota rehta hai kahi'n .. koi ek surang hai jo kabhi nahi'n bharti .. ye nazm usi ki parchhaai hai .. shaayar hain janaab ABHISHEK .. jo photo istemaal ki hai woh tanyushenka.tumblr.com se li hai .
More Episodes
Aadaab Aaj subah phone scroll karte waqt Ehsaan Danish ki ye ek ghazal mili . Dafatan usko record bhi kar liya .. Yun hi ek random se recitation ki tarah Phir khayaal aaya ki bohot waqt hua Spotify par kuchh upload kiye Aur mujh ko hamesha yahi mehsoos hota raha hai Ki recitations jo yun hi...
Published 11/08/24
Ye nazm takreeban ek maheene pehle Kalimpong ki waadiyon mein record ki thi . Kaifi Azmi ki ye nazm duniya ki har ek Abhya ko dedicated hai . UTH MERI JAAN MERE SAATH HI CHALNA HAI TUJHE ishq soz
Published 10/03/24
Published 10/03/24