S02E24 Allama Iqbal - Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain
Listen now
Description
S02E24 Allama Iqbal - Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain sitaron se aage jahan aur bhi hain abhi ishq ke imtihan aur bhi hain tahi zindagi se nahin ye fazaen yahan saikDon karwan aur bhi hain qanaat na kar aalam-e-rang-o-bu par chaman aur bhi aashiyan aur bhi hain agar kho gaya ek nasheman to kya gham maqamat-e-ah-o-fughan aur bhi hain tu shahin hai parwaz hai kaam tera tere samne aasman aur bhi hain isi roz o shab mein ulajh kar na rah ja ki tere zaman o makan aur bhi hain gae din ki tanha tha main anjuman mein yahan ab mere raaz-dan aur bhi hain This podcast is dedicated to some of the great Urdu & Hindi poets from across the globe. We are just trying to keep their work alive through our efforts of spreading their beautiful creations of all times. You can follow us on our other social media handles. YouTube: https://www.youtube.com/@baitulghazalpodcast Instagram: https://www.instagram.com/bait_ul_ghazal_/ Faceboook: https://www.facebook.com/baitulghazal To find me on all podcast platforms, follow the links here: Apple Podcast: https://podcasts.apple.com/in/podcast/bait-ul-ghazal-urdu-hindi-poetry/id1620009794 Amazon Music: https://music.amazon.in/podcasts/02dd79fd-dd43-4f3a-87a5-3a5e1eb57d88/bait-ul-ghazal?ref=dm_sh_AO0QUvYWu4qP1l1AWNCDxvims Spotify: https://open.spotify.com/show/5Yi10EUvZIoJqkxBVXVlc6 Google Podcast: https://podcasts.google.com/feed/aHR0cHM6Ly9hbmNob3IuZm0vcy85MTI1MzQ4OC9wb2RjYXN0L3Jzcw JioSaavn: https://www.saavn.com/s/show/bait-ul-ghazal/1/5,pS2oZETPM_ TuneIn Radio: http://tun.in/pljsv Urdu Shayari l Hindi Shayari l Poets l Poetry --- Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/bait-ul-ghazal/message
More Episodes
S03E07 Saleem Kausar - Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka, Mujhe Sochta Koi Aur Hai मैं ख़याल हूँ किसी और का मुझे सोचता कोई और है सर-ए-आईना मिरा अक्स है पस-ए-आईना कोई और है मैं किसी के दस्त-ए-तलब में हूँ तो किसी के हर्फ़-ए-दुआ में हूँ मैं नसीब हूँ किसी और का मुझे माँगता कोई और है अजब...
Published 03/16/24