EP 03 - Arey Ek Se Kya Hoga
Listen now
Description
Gaon ke chauraahe ki diwaar par kisi ne laga diya poster jipar likha tha “Are ek se kya hoga”. kisne lagaya , kyun lagaya , iska matlab kya hai, gaon mein kisi ko nahin pata ... Kya hoga Gaonwalon ka reaction? ek se kya hoga ke kitne matlab nikaale gaon walon ne ? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya Audio Pitara par. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroor batayein aur aapke dosto ko zyada se zyada share kijiye. Aise hi, interesting free podcast suniye only on Audio Pitara.  #Drama #HindiPodcast #Gajabpur #Comedy #Fiction #ComedyDrama Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - Audio Pitara Team
More Episodes
Barish ki wajah se tehas nehas hogayi gaon ki sadke. Sabhi gaonwale naye Sarpanch Bablu par bhadke. Kya bablu sarpanch ne gaonwale ke shikayaton ka nikala koi hal? Kya gajabpur ke sadak ka hua niraman? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf bhaiya...
Published 05/24/23
Gajabpur mein hogi Sangeet pratiyogta, Goan ke sangeet maharaj Jharokhadas ka mann khat khat khatakta. Aakhir kya wajah hogi sangeet ke guru ke khatkne ki? Kya gaon mein pratiyogta safal hogi? Inn sawaalon ke jawab jannein ke liye suniye humara majjedaar show “Gajabpur ke karare kisse” Sirf...
Published 05/24/23
Daud mein khudke gaon ka bhaisa gaonwalon ne na bhagaya, laalach mein Bablu sarpanch ko videshi bhaisa ke chakkar mein daav par lagaya. Aakhir kyu gaonwalone apna bhaisa daud mein na bhagane ka faisla kiya? Kya gajabpur gaon ko bhaisa daud mein jeet mili? jannein ke liye suniye humara show...
Published 05/24/23