EP 17 - Save Soil (सेव सॉइल)
Listen now
Description
Soil value hum sab samajhte toh hain par usko protect karne ko hum kuch nahi karte hain. Akhir hum kya yogdan kar sakte hain soil protection ke liye? Aakhir kyun bigadti jaa rahi hai mitti ki halat? Kyun ho jayegi kuch salon main mitti unproductive? Aur aakhir kaun sa abhiyan shuru kiya hai “Sadguru” ne? Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara. Credits - Audio Pitara Team
More Episodes
Aap sabhi ne kabhi na kabhi fast to zaroor rakha hoga, par kya apko pata hai fasting ke piche ki science?Kya aap jante hai fasting ka mahatva aur uska asar humare body par? Aakhir kya connection hai science aur fasting ka?Janane ke liye suniye iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par. Stay...
Published 10/20/23
Bhagwan Ram ji ke gun, gyan, vaibhav ke bare main kaun nahi janta, wo jitne achhe putra the utne hi achhe bhai aur pati bhi. Aur dosti ki misal bhi unhone kamal ki di hai. Aakhir kyun kaha jata hai unko dharm rakshak? Kyun hua unko dukh Ravan ka sanhaar karte waqt? Aur kyun karte the wo apne hi...
Published 10/18/23