Episodes
रश्मिरथी रामधारी सिंह दिनकर का एक अद्भुत महाकाव्य है, रश्मिरथी खंडकाव्य के सात सर्ग हैं।  मैं आज आपके साथ रश्मिरथी तृतीय सर्ग का पहला भाग साझा कर रहा हूँ, रश्मिरथी की कथा दानवीर कर्ण की वीरता, समर्पण और साहस को प्रदर्शित करती है।  कर्ण की गुरुभक्ति और झूठ तथा परशुराम के श्राप पर आधारित इस सर्ग को ध्यान से सुनियेगा।  Rashmirathi is a wonderful epic by Ramdhari Singh Dinkar, Rashmirathi Khandkavya has seven cantos. I am sharing Rashmirathi Tritiya sarg with you today, the story of Rashmirathi...
Published 10/25/21
Published 10/25/21
रश्मिरथी रामधारी सिंह दिनकर का एक अद्भुत महाकाव्य है, रश्मिरथी खंडकाव्य के सात सर्ग हैं।  मैं आज आपके साथ रश्मिरथी द्वितीय सर्ग साझा कर रहा हूँ, रश्मिरथी की कथा दानवीर कर्ण की वीरता, समर्पण और साहस को प्रदर्शित करती है।  कर्ण की गुरुभक्ति और झूठ तथा परशुराम के श्राप पर आधारित इस सर्ग को ध्यान से सुनियेगा।  Rashmirathi is a wonderful epic by Ramdhari Singh Dinkar, Rashmirathi Khandkavya has seven cantos. I am sharing Rashmirathi Dwitiya sarg with you today, the story of Rashmirathi displays...
Published 10/25/21
रश्मिरथी रामधारी सिंह दिनकर का एक अद्भुत महाकाव्य है, रश्मिरथी खंडकाव्य के सात सर्ग हैं। मैं आज आपके साथ रश्मिरथी प्रथम सर्ग साझा कर रहा हूँ, रश्मिरथी की कथा दानवीर कर्ण की वीरता, समर्पण और साहस को प्रदर्शित करती है। दुर्योधन कर्ण कृपाचार्य संवाद पर आधारित रामधारी सिंह दिनकर जी का ये महाकाव्य का प्रथम सर्ग ध्यान से सुनियेगा। Rashmirathi by ramdhari singh dinkar is a wonderful epic book by Author Ramdhari Singh Dinkar, Rashmirathi has seven cantos. I am sharing Rashmirathi Pratham sarg with...
Published 09/21/21
Motivational Shayari - APJ Abdul Kalam - Thoughts of Abdul Kalam - Motivational Thoughts - Inspirational shayari - Kalamkaar prateek
Published 06/08/21
Another heart-touching tale from the master storyteller explores the loving relationship between an old woman Amina and her grandson Hamid. Having lost his parents at a very young age, the boy's world revolves around his grandmother Amina - who despite her poverty will go to any extent to make him happy on the occasion of Eid (eid ul fitr). Keep Listening Stories in hindi with moral. Eidgah | Hamid ki Kahani | Munshi Premchand | Storytelling | Narrated by Kalamkaar Prateek
Published 05/16/21
Eidgah - ek amar kahani, Munshi Premchand ki likhi ek aisi kahani jo Eid ke mauke par ek chote bachhe Hamid or Uski Dadi Ameena ki kahani batati hai. Eidgah | Hamid ki Kahani | Munshi Premchand | Storytelling | Narrated by Kalamkaar Prateek
Published 05/13/21
Kavi Sandeep Dwivedi dwara likhi gayi Kavita - Jo bhi hai Chalta Jata hai - se prerit hokar likhi gayi meri ek kavita. Samay nahi ruk payega - Motivational Hindi Poetry - Kalamkaar Prateek
Published 05/12/21
Ladkiyon ki life ka ek part hai Periods ana, unki healthy body ki ek jarurat hai periods. We all must educate our children's about Periods. Pahla Period - Menstrual Problem - Poetry on Periods - By Kalamkaar Prateek
Published 05/11/21
Maa par likhi kuch shayariyan, kuch alfaaz, kuch poetry or kuch kahaniyan... hum in sab mein Maa ke baare likh to sakte hein par unke astitva ko bayan karne ki takat duniya ke kisi bhi shadkosh me nahin. Duniya ki har Maa ko mera Pranam !! Mother's Day Status | Mother's Day Special Video | Mother's Day WhatsApp Status #happymothersday
Published 05/09/21
Munshi Premchand ki ek amar kahani 'Kafan', suniye meri Zubani
Published 05/01/21
Humare desh ke sabhi musalman bhaiyon ko dil-o-jaan se Eid Mubarak - Hindi Poetry - Kalamkaar Prateek
Published 04/30/21
Usse kaho ki meri mohabbat par shak na kare, kyuki meri mohabbat...
Published 04/28/21
Ye dil tumse kuch kahna chahta hai, par kya kuch kah nahi pata... Tumhare Kalamkaar Prateek ki ek kosish tumhe dil ki baat batane ki
Published 04/28/21
Meri likhi ek kahani meri zubani - Holi ka asli matlab sirf Family or Friends ke sath colors se khelna hi hota hei? Ya kuch or... Chaliye sunte hein. Holi ka asli matlab - ek Kahani Meri Zubani - Kalamkaar Prateek - Storytelling
Published 04/26/21
Mahaveer Jayanti | Mahavir janma kalyanak | Mahaveer Swami Quotes | By Kalamkaar Prateek
Published 04/25/21
Hum sab ki khwahishon ko ek roop me badalti ek kavita 'Arman Bahut Hain'. Chaliye mere sath Zindagi ke suhane safar par. Arman Bahut Hain - Bitter Truth - Hindi Kavita - Kalamkaar Prateek
Published 04/25/21
कैकई ने १४ साल का वनवास दिया और हमने ३४ साल का, अंत में अब आपकी अपनी अयोध्या में आपका मंदिर बन रहा है प्रभु तो अब सब आपको बुला रहे हैं, आ जाओ। वनवास ख़त्म हुआ, प्रभु तुम आ जाओ - Ayodhya Ram Mandir - Hindi Kavita - Kalamkaar Prateek
Published 04/24/21
Zindagi ke Suhane safar mein aaj mere sath chaliye khuddar dil se milne, Pyar ka ahsas sabke liye bhut khas hota hai par jab Pyar me chot phunch jaye, jab apka pyar apki mohabbat ko azmane lage to kaisi chubhan hoti hai dil mein, yahi Jatane ki kosish kar raha hun.
Published 04/23/21
Zindagi ke is suhane safar me mehnat, lagan se kuch hasil karna aasan nahi hota. Suniye ye shayari ka collection or badhaiye khud ke andar ke manobal ko, apke apne Kalamkaar Prateek ke sath
Published 04/22/21
Kahani meri zubani mein aaj sunane aaya hun ek Aaya ki kahani, ji han Malgudi Days ki tamam rochak kahaniyon me se ek 'Aaya ki ichha' suniye meri Zubani.
Published 04/18/21
Har pyar ki shuruaat ek Khidki se hoti hai, ek Khuli khidki jahan se 2 dil milte hen, 2 nazren ek hoti hai or 2 j**m ek jaan banti hai. Suniye meri ek kavita mein ek pyar ki choti si kahani
Published 04/17/21
Sampradayik dangon, Jativad, hinsa se ye desh behal hai, main apne Prabhu shri Ram se puchna chahta hun.. kahan he wo? Maa Sita ke haran ke samay aap van me the, par hazaron lakhon ladkiyon ke haran ke samay aap van me bhi nahi or mann me bhi nahi.. kyu? Jawab do Ram aap kahan ho?
Published 04/14/21
Jab Baat Ladkiyon ki ho to Bhut si Kavitayen, Kahaniyan, Baaten likh or bol di jaati hai, par Ladkon ke liye utna hi kam likha or bola gaya hai jitna ek Baap ki zindagi ko kagaz pe likha gaya ho. Sacrifise sab ki zindagi mein hota hai lekin Hum Ladkon ki zindagi kyu sabse alag hai? Yahi ek baat aap sab se sajha karne ki meri ek koshish...   Hum Ladkon ki zindagi aasan nahi hoti | Hindi Kavitayen | Kalamkaar Prateek   ------- My Other Creations ------  1. Motivational Poem:...
Published 04/13/21