Episodes
This poetry is written by Ahmed faraz and recital by wajid shaikh,Wajid shaikh mainly known for his voice and poetry Ab Ke Ham Bichre To (with English Translation) Ab kay hum bichday to shaayad kabhi khawabon may milein, This time if we part, then we may meet in the dreams Jis tarah sookhay huey phool kitabon mein milein Like dry flowers that are found in books Dhonda ujray huey logon main wafa ke moti Look for pearls of committment in ruined people Yeh khazane tujhe mumkin hai kharabon...
Published 08/26/22
This podcast is written and Narrated by wajid shaikh ek ladki ka adhura khwaab aur aurat hona kitna muksil yeh podcast kahi likha nahi tha na likha hain bs mene jo utaar chadaav dekhe hain zindagi ke us ldki ke aankh band karke keh diya jaha ek ldki apne khwaab pure krne ko kehti hain toh usey kehte hain tu pehle hi kyu nahi mar gayi aur ldki pe zulm ladki ka istemaal hona duniya ke haatho zamaane ke liye yahi sb kaha hain aur btaya hain sukoon se pdhe aur sune sana bas yahi hain zindagi ki...
Published 08/05/22
This podcast is narrated by wajid shaikh tum woh pehli ladki ho is a romantic nazm and its music by ali sethi cop. This romantic poetry describes the touchwood of love life and that girl which was described here, tum woh pehli ladki ho jisey dekh chaand pura paagal ho sakta hain tum woh pehli ladki ho jisey dekh soyi-soyi lehre yakdum mojh mein aa sakti hain, urdu shayari,urdu poem, jaun eliya, ahmed faraz, mohsin naqvi,ali sethi music,husan shayari
Published 07/23/22
This podcast was narrated by wajid shaikh and its non-scripted, mostly podcasts from meri kahani are non-scripted. I narrated my meeting with her in Indore,Ek mulaakaat aisi bhi jo hui aur aur todh gayi. Saath khuch raha nahi aur bacha nahi bs reh gyi toh roz ghooth-gooth kar marne ki yaadein, tumhara mujhe sukoon kehna aur mere saath ghazale,nazme aur meri awaaz mein kho jaana, Indore ki dophar mein woh mulaakat aur haatho mein haath dekar chura lena,sab khuch aankho se chupana aur moodh kar...
Published 07/13/22
Kabhi arsh par kabhi farsh par this ghazal is written by parveen shakeer and recited by wajid shaikh Full ghazal Kabhi Ruk gaye! Kabhi Chal diye! Kabhi Chalty Chalty Bhatak gaye, Yunhi Umar Saari Guzaar di, Yunhi Zindagi kay Sitam Sahy... Kabhi Neend main, Kabhi Hosh main,tu Jahan Mila, Tujhay Dekh kar... Na Nazar Mili, Na Zuban Hili, Yunhi Sir Jhukka kay Guzar Gaye... Kabhi Zulf par, Kabhi Chasham Par, Kabhi Tere haseen Wajood par, Jo Pasand thy Meri Zaat main, 'Wo Shair Saary...
Published 07/09/22
This poetry is actually penned by mohsin naqvi the noted poet of Pakistan.and recited by wajid shaikh the well known poet of india from indore and known for his soothing voice each and every verse of ths ghazal will left you speechless thats the combination of wajid shaikh's best soothing voice which was unedited and ghazal of mohsin naqvi.
Published 07/03/22
This podcast is narrated by wajid shaikh there is no script of if aankhe band ki hain uska khyaal laaya gya hain aur isey bola gya hain.
Published 06/28/22
This poetry was written by qateel shifaai shahab and Narrated by wajid shaikh this poetry was all about the unrequited love which the poet can't get in his life full ghazal woh dil hi kya tere milne ki jo dua na kare mein tujhko bhul ke zinda rahu khuda na kare rahega saath tera pyaar zinda bankar yeh aur baat meri zindagi wafaa na kare yeh thik hain nahi marta koi judaai se lekin khuda kabhi kisi ko kisi se juda na kare email : [email protected],instagram / wajidsays...
Published 05/04/22
Woh ghar chala is a poetry about the love who is gone for some reasons and they have nothing left in their life, woh ghar chala is part of meri kahani and sukoon,Wajid shaikh --- Support this podcast: https://anchor.fm/wajid-shaikh-poetries/support
Published 04/24/22
Yeh sirf koi podcast nhi meri ehsaash hain haqeekat hain,sunne waale apna haal sambhaale aur dil se sune,yeh wohi baatein hain jo mujhe kehna thi, jab koi aapse pyaar kare aur aakhir bina bataaye chala jaaye,saayad is zamaane mein woh ab pyaar pyaar nhi rha,meri jhoothi hasi pe mat jaana, meri aadat hain bas yahi muskura jaane dard chupa kar written by Wajid shaikh, voice by Wajid shaikh, woh anguthi aaj bhi hain mere pass --- Support this podcast:...
Published 04/22/22
This poetry is narrate by Wajid shaikh Sard shaamo mein daricha adhkhula reh jaaega Koi humko ab umar bhar dhundhta reh jaaega Aadhiya saare wark mere udha kar le jaaegi Taak pe rakha diya bs ungta reh jaaegaa Hum chale jaaege khamoshi se basti chor ke Durr se tu bs dekhta ka dekhta reh jaaegaa Nayi nashle bhul jaaegi humaari shayari Bas kitaabo mein humara tajkara reh jaaega Hijrato ka faisla yakdam sunaa dega koi Sab ka sab saaman ghar pada reh jaaega Fark koi bhi nahi pdhna humare...
Published 03/29/22
Tum kis saadgi ki talaash mein ho,The real issue of indian society ,Written by Wajid shaikh  This podcast is introducing the major aspects of love life,and money and what two people facing when they are in love  Tum kis saadghi ki talaash mein ho yha dolate dekh ke shaadiya ki jaati hain, The major topics here cover 1. The indian society 2. What a person face when he is poor  3. What people say  4. What we should do  5. What happened when you are poor 6. The separation from beloved 7. The...
Published 02/14/22
This ghazal is written by jaun eliya and recited by wajid shaikh,seena dehak raha ho toh kya chup rahe koi ,kyu cheek cheek kar na gala cheel le koi saabit hua sukoon o dil o jahaan kahi nahi ristho mein dhoondhta hain toh phir dhoonda kare koi , Wajid shaikh is an indian poet and writer from indore India --- Support this podcast: https://anchor.fm/wajid-shaikh-poetries/support
Published 02/10/22
This poetry is written and recited by wajid shaikh,jab ehsaash aur dhokha lafzo mein sama gye teh jab Ankho se aashu rawaa teh jab is ghazal ko likha tha yeh ghazal behad kareeb hain dil ke aur rahegi gaur se sune aur aage pahuchaaye isme wohi rang hain wohi dard jiske liye wajid shaikh ko jaana gya hain --- Support this podcast: https://anchor.fm/wajid-shaikh-poetries/support
Published 02/04/22
This podcast ks written and recited by Wajid shaikh,bandishe zamaane ki ke woh sacchai hain jiseey har koi guzara hain aur chupaata raha hain,lekin aaj bs woh alfaaz hain jo sunne waale ko aage badhne mein madad krege aur zindagi ke sahi makaam pe le jaaege,yeh bandishe wakaai zamaane ki hain aur khuch nahi, Podcast by Wajid shaikh https://www.instagram.com/wajidsays --- Support this podcast: https://anchor.fm/wajid-shaikh-poetries/support
Published 01/14/22
This podcast is written and Narrated by wajid shaikh its actually a nazm which was written on that incident when i slack myself, kisi ko khona aur ek tadap milna wohi is ghazal ka hissa hain iske aakhiri sher ke khaatir yeh puri ghazal likhi gayi hain aur ishi ghazal mein zindagi ki meri woh sacchai hain, gaur se sune aur bataaye aur pasand aaye toh duao se nawaaze --- Support this podcast: https://anchor.fm/wajid-shaikh-poetries/support
Published 12/02/21
This nazm is written and Narrated by Wajid shaikh, Fazaaye means atmospheres, ambiences,yeh nazm tamaam un haalato pe roshni daaal rahi hain jo mein apne mehboob se kehna chahta hu,iske har zarre mein har alfaaz mein woh mohbhatt hain jo mohbhat ke sabhi kirdaar khol raha hain, Fazaaye aur tamaam koshishe meri mohbhat ki jaanib jaha mera yaar basta hain,jaha uski zindagi hain jaha woh zarre Meri wohi mohbhat in khuch aashar mein aur meri awaaz mein  Written by :- Wajid shaikh Narrated...
Published 09/27/21
Shayaris of Wajid Shaikh That Describe The Pain Of Unrequited Love Like Nothing Else Can Love is the most beautiful emotion of all, but not everyone is lucky to receive it back. One experiences an indescribable pain when a lonely heart aches for someone who will never feel the same for you. You long to hold the hand that will never reach out for you and your heart silently suffers through the pangs of loneliness. The agony of unrequited love is indescribable, which also makes it a favourite...
Published 07/31/21
This podcast is written and narrated by wajid shaikh,Mohbhatt kya hai? Mohbhatt sirf intezaar hai, aur woh intezaar kya hai kesa hai bs wohi sab ishi mein bataaya gya hai sune aur aage pahuchaaye ek insaan jo zindagi mein har jagah se pareshaan hai jo apne dil ki baat nhi keh paa rha hai aur in tamaam zamaane ke dar mein usey yeh ek gham ke woh uski mohbhat ko na kho de bs yhi sb usne kese btaaya hai isme isey sune aur aage phuchaye about wajid shaikh : Wajid shaikh is a young poet and...
Published 07/16/21
Himmat mat haarna this podcast is written and Narrated by wajid shaikh,Kabhi kabhi haalaat itne bigad jaate hai insaan samaj nahi paata kya sahi hai aur kya galat har waqt bs dar laga rehta hai ke khuch bura na ho jaaye ya kahi hum na haar jaaye wohi sab baato ko ek jagah samet ke yeh podcast hai chahe jo ho jaaye bs dont loose hope kyuki yeh hope hi hain jo us jagah himmat deti hai jaha mehsoosh hota hai ke ab koi saathi nahi, isey sune aur aage phuchaye about wajid shaikh : Wajid shaikh is...
Published 07/10/21
some Poetries will directly stabbed to your heart and "khuda haafiz"is one of them in this poetry poet penned the entire scenario of separation what he faced in his love life khuch is tarah se kisi ne kaha khuda hafiz this poetry is written by afkar alvi and recited by wajid shaikh khuch is tarah se kisi he kaha khudaa haafiz ke jis tarah keh raha ho khuda,khuda haafiz #wajidshaikhpoetries #urdulines #urdupoetry #urdupodcast --- This episode is sponsored by · Anchor: The easiest way to...
Published 07/08/21
This podcast is written and narrated by wajid shaikh,tum aana ek zindagi lekar,ek insaan jo zindagi mein har jagah se pareshaan hai jo apne dil ki baat nhi keh paa rha hai aur in tamaam zamaane ke dar mein usey yeh ek gham ke woh uski mohbhat ko na kho de bs yhi sb usne kese btaaya hai isme isey sune aur aage phuchaye about wajid shaikh : Wajid shaikh is a young poet and writer from indore, trying to understand this world full of ironies, paradoxes and oxymorons by blending metaphors to...
Published 06/28/21
This podcast is written and Narrated by wajid shaikh to convey the social message on true love the one sided love is actually so toxic and there is no hope to get that person in your life,ij this podcast i convey the message and its all my opinion #ektarfapyaar #onesidedlove #onesided #relationship #arts #relationshipstips #Wajidshakh --- This episode is sponsored by · Anchor: The easiest way to make a podcast. https://anchor.fm/app Support this podcast:...
Published 06/28/21
This podcast is written and narrated by wajid shaikh, From the Series Meri Kahani ,Summary-kisi ko paa kar kho denaa aur phir usi aagh mein jalte rehna wohi sab jo huaa woh in lafzo mein hai --- Support this podcast: https://anchor.fm/wajid-shaikh-poetries/support
Published 06/25/21
Some beautiful lines steal away your heart in just a couple of minutes. One of those is definitely ‘Hoti rahegi mulaakatein tumse’So here we are in conversation with Wajid shaikh, the man behind the beautiful piece of poetry and wajid shaikh poetries :wajidsays --- This episode is sponsored by · Anchor: The easiest way to make a podcast. https://anchor.fm/app Support this podcast: https://anchor.fm/wajid-shaikh-poetries/support
Published 06/24/21