Ik Zara Sochne Do - Faiz
Listen now
Description
Hum ab us umra mein aa pohoche hain ki hum bhi yun hi .. dil se mil aate hain bus rasm nibhaane ke liye .. faiz ki ye poem ek friend se discuss karte hue realise hua ki in do lines se behatar toh kam hi lines hui hain Urdu poetry mein .. ye waada kiya tha ki faiz ki ye poem record karenge .. dus-baarah koshishon ke baad finally .. shukriya .. happy listening .. soz .
More Episodes
Amjad saahab ki ye ek badi hi iconic ghazal hai . Woh saare log , jo kisi rishte se baahar toh aa gaye hain .. par mentally ab talak usi rishte ko jiye jaa rahe hain . Bus ki saans liye jaa rahe hain .. aur Gulzar ka ye sher padh rahe hain : Din kuchh aise guzaarta hai koi Jaise ehsaan...
Published 04/29/24
Published 04/29/24
Ahmed Faraz ke liye Gulzar ne ek nazm mein likha tha : Sookh gaye hain phool kitaabo'n mein Yaar 'Faraaz' bhi bhichhad gaye hain Shaayad mile'n woh khwaabo'n mein ! Ye ek nazm Ahmed Faraz ki .. jis mein ladka ek relationship chaahta hai .. par ladki ko relationship bojh lagti hai . Kitni...
Published 03/31/24