Jab agle saal yahi waqt aa raha hoga
Listen now
Description
Riyaaz Majeed ki ye ghazal .. kitni khoobsurat hai nah ? Ye ek recitation main un saare logon ko intizaab karna .. dedicate karna chaahunga jo pichhle lamhe ke saath beet gaye .. THEY HAVE NOT DIED .. THEY ARE ALIVE IN THE PAST Zindagi kya hai ? Kisi khwaab se guzarte hue dusare kisi khwaab tak pohochna .. Aur us khwaab se kisi agle khwaab tak . HUA HAI TUJH SE BICHHDANEY KE BAAD YE MA'ALOOM KI TU NAHIN THA TERE SAATH EK DUNIYA THI ~ Ahmed Faraz
More Episodes
Amjad saahab ki ye ek badi hi iconic ghazal hai . Woh saare log , jo kisi rishte se baahar toh aa gaye hain .. par mentally ab talak usi rishte ko jiye jaa rahe hain . Bus ki saans liye jaa rahe hain .. aur Gulzar ka ye sher padh rahe hain : Din kuchh aise guzaarta hai koi Jaise ehsaan...
Published 04/29/24
Published 04/29/24
Ahmed Faraz ke liye Gulzar ne ek nazm mein likha tha : Sookh gaye hain phool kitaabo'n mein Yaar 'Faraaz' bhi bhichhad gaye hain Shaayad mile'n woh khwaabo'n mein ! Ye ek nazm Ahmed Faraz ki .. jis mein ladka ek relationship chaahta hai .. par ladki ko relationship bojh lagti hai . Kitni...
Published 03/31/24