Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune
Listen now
Description
Mere lafz debaasmita ki aawaaz mein saans le rahe hain Main mehsoos kar raha hun halki khushboo Us ek phool ki Jo raat ki satah par Aahista aahista khil raha hai As I always say DEBASMITA ' S VOICE IS SILK खारे आँसू ... खारे खारे आँसुओं में ढाला तुझे अपने बदन पे खुश्बू बना के सम्भाला तुझे.. कभी कभी तो दीवान ए ग़ालिब सा ले के सोया बाँहों में मैंने तेरे लिए ही सात रंग के सपने चुने सपने सुरीले सपने Khaare aansu Khaare khaare aansuon mein dhaala tujhe Apne badan pe khushbu bana ke sambhala tujhe Kabhi kabhi toh deewan e ghalib sa leke soya baahon mein Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune Sapne sureele sapne This is a new stanza written by me Magical voice is of debasmita ' s . Originally: Lyrics - gulzar Music - salil chowdhury Voice - Mukesh Gulzar happens to be my favourite writer . Also , Anand is my favourite movie . Baabumoshaai .. Zindagi badi honi chahiye Lambi nahin !! Happy listening Debasmita and Soz .
More Episodes
Amjad saahab ki ye ek badi hi iconic ghazal hai . Woh saare log , jo kisi rishte se baahar toh aa gaye hain .. par mentally ab talak usi rishte ko jiye jaa rahe hain . Bus ki saans liye jaa rahe hain .. aur Gulzar ka ye sher padh rahe hain : Din kuchh aise guzaarta hai koi Jaise ehsaan...
Published 04/29/24
Published 04/29/24
Ahmed Faraz ke liye Gulzar ne ek nazm mein likha tha : Sookh gaye hain phool kitaabo'n mein Yaar 'Faraaz' bhi bhichhad gaye hain Shaayad mile'n woh khwaabo'n mein ! Ye ek nazm Ahmed Faraz ki .. jis mein ladka ek relationship chaahta hai .. par ladki ko relationship bojh lagti hai . Kitni...
Published 03/31/24